• Being Lawyer With Advocate Gaurav Singh | Only On Arcast By ArcNama

  • 2024/09/02
  • 再生時間: 1 時間 12 分
  • ポッドキャスト

Being Lawyer With Advocate Gaurav Singh | Only On Arcast By ArcNama

  • サマリー

  • Being Being Episode 1: Being Lawyer Oye dekh nahi raha gaadi pe bar ka sticker laga hua hai Jara dekho bhai ye Show jaroori nahi ki aapko kuch sikhaaye magar ye aapko ye bata dega ki ek lawyer aakhir kyu itne saal wo karta hai jo koi dusre profession ka aadmi nahi karta aur ek baat jo mai is Show ke through batana chahta hu wo hai The Real Struggle of a Lawyer aur isi liye is series ko hum specially dedicate kar rahe hai apne democracy ke sabse strongest pilar ko banane waalo ko ye lawyers to phir mai Manish aapka swagat karta hu Show ke pahle episode ke saath jiska naam hai Being Lawer. Aksar when we think of a lawyer hamare dimaag me do images aati hai ek to Daamini ke chadda sahib matlab amrish puri ji aur phir dusri hamare honourable Kapil Sibal Sir. Ye do mai is liye bol raha hu kyuki for all the law practitioners Kapil Sibal Sir is an inspiration aur dusra Chadda sahib because taareek aaj tak nahi aayi but because Bollywood has portrayed Indian Lawyers in such a role we perceive that they just help the wrong aur bas paise kamate hai and ham se kuch kuch to ye maante hai ki lawyers khud hi criminals hai kyuki hamare samvidhaan me likha hai ki jo koi gunaah ya gunaahgaar ka saath dega wo bhi us jurm ka bhaagidaar hai and for that we have a simple thought yaar ek vakeel ke dimaag me ek case ko lete waqt kya chalta hoga kya wo ye sochta hoga ki dekho bakra aagya ya wo apni zimmedaari apne profession aur apne kartavya ko samaj kar us case ko apne haath me leta hoga and that is why we have advocate Gaurav Chaudhary in our studio jinse mai keval chaar questions poochunga about what they do when they take any case 1. Kya case lene se pahle aapke dimaag me use help karna aata hai ya use justice dilana ye mai kyu pooch raha hu kyu ki agar aap help karte hai to sab ki karte honge matlab even criminals and agar justice dilwaate honge to wo aap samaj hi sakte hai. 2. Jab aap sabse pahle din case ki date pe jaate hain to kya aap justice ke liye lad rahe hote hain ya phir client ke liye. 3. Lagta hai intensity ko badana padega to phir ye teesra question kya aap kabhi khud gawahi denge 4. Aur apna final question jiske saath ham episode ko ek twist denge agar aap vakeelo ke head hote to vakeelo ke liye kaunsa ek niyam banate jisse wo paise bhi kama paaye aur justice bhi dila paaye #author #arcast #show #advocate #lawyers #indianjudicialsystem #lawschool #lawstudents #mankibaat #angryyoungman #angryyoungprofessionals #india #podcast. https://arcnews.online/ Arcnews.online@gmail.com Host: Manish K Suyal Guest: Advocate Gaurav Singh Managed by: Ashish Kumar

    続きを読む 一部表示

あらすじ・解説

Being Being Episode 1: Being Lawyer Oye dekh nahi raha gaadi pe bar ka sticker laga hua hai Jara dekho bhai ye Show jaroori nahi ki aapko kuch sikhaaye magar ye aapko ye bata dega ki ek lawyer aakhir kyu itne saal wo karta hai jo koi dusre profession ka aadmi nahi karta aur ek baat jo mai is Show ke through batana chahta hu wo hai The Real Struggle of a Lawyer aur isi liye is series ko hum specially dedicate kar rahe hai apne democracy ke sabse strongest pilar ko banane waalo ko ye lawyers to phir mai Manish aapka swagat karta hu Show ke pahle episode ke saath jiska naam hai Being Lawer. Aksar when we think of a lawyer hamare dimaag me do images aati hai ek to Daamini ke chadda sahib matlab amrish puri ji aur phir dusri hamare honourable Kapil Sibal Sir. Ye do mai is liye bol raha hu kyuki for all the law practitioners Kapil Sibal Sir is an inspiration aur dusra Chadda sahib because taareek aaj tak nahi aayi but because Bollywood has portrayed Indian Lawyers in such a role we perceive that they just help the wrong aur bas paise kamate hai and ham se kuch kuch to ye maante hai ki lawyers khud hi criminals hai kyuki hamare samvidhaan me likha hai ki jo koi gunaah ya gunaahgaar ka saath dega wo bhi us jurm ka bhaagidaar hai and for that we have a simple thought yaar ek vakeel ke dimaag me ek case ko lete waqt kya chalta hoga kya wo ye sochta hoga ki dekho bakra aagya ya wo apni zimmedaari apne profession aur apne kartavya ko samaj kar us case ko apne haath me leta hoga and that is why we have advocate Gaurav Chaudhary in our studio jinse mai keval chaar questions poochunga about what they do when they take any case 1. Kya case lene se pahle aapke dimaag me use help karna aata hai ya use justice dilana ye mai kyu pooch raha hu kyu ki agar aap help karte hai to sab ki karte honge matlab even criminals and agar justice dilwaate honge to wo aap samaj hi sakte hai. 2. Jab aap sabse pahle din case ki date pe jaate hain to kya aap justice ke liye lad rahe hote hain ya phir client ke liye. 3. Lagta hai intensity ko badana padega to phir ye teesra question kya aap kabhi khud gawahi denge 4. Aur apna final question jiske saath ham episode ko ek twist denge agar aap vakeelo ke head hote to vakeelo ke liye kaunsa ek niyam banate jisse wo paise bhi kama paaye aur justice bhi dila paaye #author #arcast #show #advocate #lawyers #indianjudicialsystem #lawschool #lawstudents #mankibaat #angryyoungman #angryyoungprofessionals #india #podcast. https://arcnews.online/ Arcnews.online@gmail.com Host: Manish K Suyal Guest: Advocate Gaurav Singh Managed by: Ashish Kumar

activate_buybox_copy_target_t1

Being Lawyer With Advocate Gaurav Singh | Only On Arcast By ArcNamaに寄せられたリスナーの声

カスタマーレビュー:以下のタブを選択することで、他のサイトのレビューをご覧になれます。