プレビューの再生
  • Crime Stories by Delhi Press, Season 11

  • 著者: Delhi Press
  • ナレーター: Neeraj Yadav
  • ポッドキャスト

Audible会員プラン 無料体験

会員は、20万以上の対象作品が聴き放題
アプリならオフライン再生可能
プロの声優や俳優の朗読も楽しめる
Audibleでしか聴けない本やポッドキャストも多数
無料体験終了後は月会費1,500円。いつでも退会できます

Crime Stories by Delhi Press, Season 11

著者: Delhi Press
ナレーター: Neeraj Yadav
30日間の無料体験を試す

無料体験終了後は月額¥1,500。いつでも退会できます。

  • サマリー

  • Audible prastut karta hai Crime Stories by Delhi Press ka sankalan. Akhbaar ki surkhiyon mein kayi apraadh ke qisse dil dehla dete hain. Aakhir sach kya hai, koi hadsa kaise hua, uske peechhe kiska haath tha, apraadhi bach kar kaise nikla? Ek ghatna ke peechhe kayi raaz hote hain, chhupi huyi kahaniyan hoti hain aur gupt kadiyan hoti hain. Har kirdaar ki alag maansikta hoti hai, jise samajhne ke liye unki duniya mein jaana padta hai. Hatya, balatkaar, chori, dhokhe ki kahaniyan samaaj ke ek aise pehlu par roshni daalti hain jise samajhna mushkil aur dilchasp bhi. Sansanikhez khabaron ke peechhe romanchak kahaniyan hain jo suljhaana kathin hai. Satya ki talaash mein tehkikaat karte kirdaar aapke saamne kayi sawaal layenge. Yeh kahaniyan aapko apraadh ke uss mod tak le jayengi jahan rahasya ke saath uljhan aur halchal bhi hai. Kya aap sach ki iss khoj mein shaamil hona chaahenge?
    ©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan
    続きを読む 一部表示

あらすじ・解説

Audible prastut karta hai Crime Stories by Delhi Press ka sankalan. Akhbaar ki surkhiyon mein kayi apraadh ke qisse dil dehla dete hain. Aakhir sach kya hai, koi hadsa kaise hua, uske peechhe kiska haath tha, apraadhi bach kar kaise nikla? Ek ghatna ke peechhe kayi raaz hote hain, chhupi huyi kahaniyan hoti hain aur gupt kadiyan hoti hain. Har kirdaar ki alag maansikta hoti hai, jise samajhne ke liye unki duniya mein jaana padta hai. Hatya, balatkaar, chori, dhokhe ki kahaniyan samaaj ke ek aise pehlu par roshni daalti hain jise samajhna mushkil aur dilchasp bhi. Sansanikhez khabaron ke peechhe romanchak kahaniyan hain jo suljhaana kathin hai. Satya ki talaash mein tehkikaat karte kirdaar aapke saamne kayi sawaal layenge. Yeh kahaniyan aapko apraadh ke uss mod tak le jayengi jahan rahasya ke saath uljhan aur halchal bhi hai. Kya aap sach ki iss khoj mein shaamil hona chaahenge?
©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan
エピソード
  • दुलहन का खतरनाक दांव : प्रेमी के साथ मिल पति को लगाया ठिकाने
    2022/07/21
    Shaadi ke baad honeymoon ek khaas aur khushiyon bhara anubhav hota hai. Lekin Anand aur Diksha shaadi ke baad jab honeymoon par gaye toh Anand ki hatya ho gayi. Vah dono jab Satara ke raaste se jaa rahe the toh Diksha ne car mein ultiyan karna shuru kar diya. Anand ne gaadi roki aur vah dono bahar nikal aaye. Tabhi ek motorcycle par do logon ne Anand par lohe ke rod se hamla kiya. Iss hamle ke peechhe kya maksad tha?
    続きを読む 一部表示
    19 分
  • 10 रूपए का कत्ल
    2022/07/21
    Rampur ke ek divyang mata-pita, Veer Singh aur Premvati ki beti Poonam dasveen kaksha mein padhti thi. Mohalle ka ladka Vikas use pasand karta tha. School jaate samay vah dono aksar baatein karte the. Ek din Poonam ka saat saal ka bhai ghar ke saamne khelte huye gaayab ho gaya. Ek din pehle ek anjaan vyakti ne use dus rupaye diye the aur iske baare mein usne ghar par bataaya tha. Vah ajnabi kaun tha aur kya usne hi bachche ka apaharan kiya tha?
    続きを読む 一部表示
    15 分
  • एक और द्रौपदी
    2022/07/21
    Kanpur ki Rupa ki shaadi Sonu se huyi aur vah ek beti ki ma bani. Sonu sharaabi tha aur Rupa se jhagda karta tha. Ek din Sonu apne dost Pradeep ko chai par ghar laaya. Kuchh dinon baad Rupa aur Pradeep ke sambandh ban gaye. Ek din ek ajeeb ghatna huyi, Pradeep kaafi der ghar nahin lauta aur phir uski laash mili. Uski hatya ke peechhe kya Sonu ya Rupa ki chaal thi? Kya police sach tak pohonch sakegi?
    続きを読む 一部表示
    18 分

Crime Stories by Delhi Press, Season 11に寄せられたリスナーの声

カスタマーレビュー:以下のタブを選択することで、他のサイトのレビューをご覧になれます。