• Kahaniyon ka Mantra

  • 著者: MnM Talkies
  • ポッドキャスト

Kahaniyon ka Mantra

著者: MnM Talkies
  • サマリー

  • Kahaniyon Ka Mantra, humare aur aapke zindagi ke panno ke, kuch aisi kahaniyan, jo aapke dilon ko choo jaaye, aapke chehre pe muskaan laaye, jo aapko hasaaye bhi aur rulaye bhi...jo aapko aapke kal, aaj aur kal se milaye bhi.

    Baniye in kahaniyon ka hissa Mantra ke mantramugdh karne wali awaaz ke saath. Awaaz ka yeh jaadugar aapko lekar jaayega kahaniyon ki aisi duniya mein jahan aap kho jayenge.

    Toh tayyar ho jaiye kahaniyon ka hissa banne ke liye. Ek MnM Original, 'Kahaniyon Ka Mantra'.

    MnM Talkies
    続きを読む 一部表示

あらすじ・解説

Kahaniyon Ka Mantra, humare aur aapke zindagi ke panno ke, kuch aisi kahaniyan, jo aapke dilon ko choo jaaye, aapke chehre pe muskaan laaye, jo aapko hasaaye bhi aur rulaye bhi...jo aapko aapke kal, aaj aur kal se milaye bhi.

Baniye in kahaniyon ka hissa Mantra ke mantramugdh karne wali awaaz ke saath. Awaaz ka yeh jaadugar aapko lekar jaayega kahaniyon ki aisi duniya mein jahan aap kho jayenge.

Toh tayyar ho jaiye kahaniyon ka hissa banne ke liye. Ek MnM Original, 'Kahaniyon Ka Mantra'.

MnM Talkies
エピソード
  • Episode 117 : Dil Ki Baat Hai
    2024/09/29

    Indore mein rehne wale Guddu Indori yun toh nikle the jeetne ko duniya saari. Magar kaam ka bahot jyada stress lene ke karan ho gayi hai ko unko dil ki bimari.

    Ab kaise niptega Guddu Indori apni bimari se, janne ke liye suniye Kahaniyon Ka Mantra ki ye World Heart Day special kahani – Dil ki baat hai

    続きを読む 一部表示
    11 分
  • Episode 116 : Akkad Bakkad, Bhaijaan Bhullakkad
    2024/09/22

    Kuch na kuch bhulne ki aadat toh har kisi ki hoti hai!

    Koi exams mein answers likhna bhul jaata hai, toh koi kuch kahin rakh kar bhul jata hai.

    Usi tarah Hyderabad ke Chappan bhai bhi uska address rakhkar bhul gaye hain, jiski unhone supari li thi.

    Toh ab kya karenge Chappan Bhai?

    Janne ke liye suniye, Kahaniyon ka Mantra ki ye World Alzheimer's Day special kahani – Akkad Bakkad, Bhaijaan Bhullakkad!!

    続きを読む 一部表示
    7 分
  • Episode 115: Berozgaar Engineer
    2024/09/14

    100 se bhi jyada companies mein interview diya Bholu Engineer ne, magar kahin nahi lagi naukri. Ab kya karega Bholu? Kya kar payega koi jugaad, aur chuda payega Lala ke paas se apne Maa ke kangan. Janne ke liye suniye Kahaniyon ka Mantra ki ye Engineer’s Day special kahani – Berozgaar Engineer!

    続きを読む 一部表示
    9 分

Kahaniyon ka Mantraに寄せられたリスナーの声

カスタマーレビュー:以下のタブを選択することで、他のサイトのレビューをご覧になれます。