サンプル
  • Hindu mantron se badlen jeewan

  • 著者: Peeyush Singh
  • ポッドキャスト

Audible会員プラン 無料体験

会員は、20万以上の対象作品が聴き放題
アプリならオフライン再生可能
プロの声優や俳優の朗読も楽しめる
Audibleでしか聴けない本やポッドキャストも多数
無料体験終了後は月会費1,500円。いつでも退会できます

Hindu mantron se badlen jeewan

著者: Peeyush Singh
30日間の無料体験を試す

無料体験終了後は月額¥1,500。いつでも退会できます。

  • サマリー

  • Mantra hamari sanatan sanskriti men rishiyon ke diye aise anokhe uphar hain jinme aseemit shaktiyan samai hain, jinke jaap se ham jeewan ki bahut sari samasyaon se bach sakte hain, mantra man ko majboot karte hain,tan ki shakti badhate hain. Mantra hame jeewan ko jeene ka, jeewan me aane wali samasyaon ko samjhne ka naya nazariya dete hain.Ye show ek prayas hai apni sanskriti ki jadon tak pahunchane ka, mantron tak pahunchne ka taaki ham sab mantron ki shaktiyon ka laabh le saken, apne jeewan ko aur behtar bana saken.hamne koshish ki hai ki ham kuch aise mantra aap tak pahucha saken jinmen sabke liye samadhan chupa ho, kuch achchi sehat ke liye mantra, kuch ghar pariwar ke rishte sambhalne ke mantra,kuch arthik sthiti sudharne ke to kuch man ko sambhalne ke mantra is show me shamil hain.

    ©2021 Peeyush Singh (P)2021 Peeyush Singh
    続きを読む 一部表示
activate_samplebutton_t1
エピソード
  • Episode 1: Depression se chutkara
    2021/09/10

    Awsad yani depression aaj ke waqt ki bahut badi samasya hai. Ye na sirf man balki shareer ko bhi buri tarah prabhavit karta hai, ye ghun ki tarah man aur tan dono ko khokhla kar deta hai. Aaj ke episode men ham awsad ko door karne wale mantra ke baare men gahrai se janenge, samjhenge ki kaise mantra hame depression se ubar sakta hai aur depression me jane se rok sakta hai.

    続きを読む 一部表示
    16 分
  • Episode 2: Bachat karne ka mantra
    2021/10/14
    Chahe aap naukri me hon, business me hon ya ek grahani hon, paise ki bachat ek aisa shabd hai jisse sabko pyar hai aur jiski sabko chah bhi hoti hai. Ham rojmarra ke jeewan men bahut koshish karte hain ki kisi tarah thodi si bachat ho jaay aur uske liye har sambhav kaam karte hain lekin badhti jaruraten aur badhte kharche upar se aasman choomti mahangai ye bachat hone nahi dete. Aaj ke episode me ek aise mantra par baat karenge jo na sirf hamare dhan men bachat karwaye saath hi kamai men barkat bhi laayega.
    続きを読む 一部表示
    15 分
  • Episode 3: Pareeksha me safalta ka mantra
    2021/10/14
    Pareeksha ek aisa shabd hai jise sunte hi ham ekdam se tanaav me aa jaate hain khaskar bachche to is shabd se bahut ghabrate hain.Aajkal padhai me pareeksha me pass hone ko aapke gyan se jyada mahatv diya jata hai nateejtan bachche ise jeene aur manrne ka sawal bana dete hain. Aaj ke episode me ham us mantra ki baat karenge jo na sirf pareeksha me safalta dilwa sakta hai sath hi hame maansik roop se majboot bhi banata hai taaki hum jeewan ki kisi bhi pareeksha se na daren aur sada safal hon
    続きを読む 一部表示
    15 分

あらすじ・解説

Mantra hamari sanatan sanskriti men rishiyon ke diye aise anokhe uphar hain jinme aseemit shaktiyan samai hain, jinke jaap se ham jeewan ki bahut sari samasyaon se bach sakte hain, mantra man ko majboot karte hain,tan ki shakti badhate hain. Mantra hame jeewan ko jeene ka, jeewan me aane wali samasyaon ko samjhne ka naya nazariya dete hain.Ye show ek prayas hai apni sanskriti ki jadon tak pahunchane ka, mantron tak pahunchne ka taaki ham sab mantron ki shaktiyon ka laabh le saken, apne jeewan ko aur behtar bana saken.hamne koshish ki hai ki ham kuch aise mantra aap tak pahucha saken jinmen sabke liye samadhan chupa ho, kuch achchi sehat ke liye mantra, kuch ghar pariwar ke rishte sambhalne ke mantra,kuch arthik sthiti sudharne ke to kuch man ko sambhalne ke mantra is show me shamil hain.

©2021 Peeyush Singh (P)2021 Peeyush Singh

Hindu mantron se badlen jeewanに寄せられたリスナーの声

カスタマーレビュー:以下のタブを選択することで、他のサイトのレビューをご覧になれます。